Saturday, September 17, 2011

मेरी ब़ाते....

Wo Karib Na Aaye to Ijhar Kya Karte..
Khud Ban Gaye Nisana To Sikar Kya Karte..
Mar Gaye Par Khuli Rahi Aankhe...
Isse Jada Kisi Ka Intzaar Kya karte..


Udas Na Hona Mai Tumhare Sath Hoon..
Samne Na Sahi Par Aas Pas Hoon..
Palko Ko Band Kar Jb Bhi Dil Me Dekhoge...
Mai Har Pal Tumhare Sath Hoon...